Summer Camp 2003
@ IIT Kanpur

6th June -5th July 2003


for 2nd Year Undergraduate Students from Engineering Colleges across India

Principal Sponsors 
Indian Institutes of Technology Kanpur
and Tandon Consultants Private Limited, New Delhi

 

Report Camp Song Debate Home

Camp Song
(Sung to the tune of "Dil Deke Dekho"
from the 1959 Hindi movie "Dil Deke Dekho"
sung by Asha Bhosle and Mohamed Rafi,
to the lyrics of Majrooh Sultanpuri" 
and music of Usha Khanna)

Do hazaar teen ka Summer Camp nirala hai hanji
Sab koi maante hai isme koi shak nahin(2)

Mahino ki tayari poori hui june mein
desh ke kone kone se aaye students jhund mein
mahinoin ki tayari poori hui june mein
desh ke kone kone se aaye students jhund mein
zyadatar ladke , kuch lad-ki-yan jo kam nahin(2)

Do hazaar teen ka Summer Camp nirala hai han ji
sab koi maante hai isme koi shakh nahin(2)

Tandon - Jain ka sapna is Camp mein dikhta hai
Murty aur lohani ke dum par chalta hai
Tandon - Jain ka sapna is Camp mein dikhta hai
Murty aur lohani ke dum par chalta hai
Jo sergeant major aur general se hai voh kam nahin(2)

Do hazaar teen ka Summer Camp nirala hai han ji
sab koi maante hai isme koi shakh nahin(2)

Civil Engineering par badi cahrcha hui
Industry ke hastion se nayee pehchaan milee
Civil Engineering par badi cahrcha hui
Industry ke hastion se nayee pehchaan milee
Protsahit hue unke misaaloin se ahr koi(2)

Do hazaar teen ka Summer Camp nirala hai han ji
sab koi maante hai isme koi shakh nahin(2)

Chura liya Camp nein Students ki neendoin ko
Badle mein Dikhaya nayee Manzeilein unko
Chura liya camp nein Students ki neemdoin ko
Badle mein Dikhaya nayee Manzeilein unko
Kaise rangeelay joshilay yeh dikhte hain sabko(2)

Do hazaar teen ka Summer Camp nirala hai han ji
sab koi maante hai isme koi shakh nahin(2)

Trainoin ki safar ki, bus ki yatra bhi
Dilli, Agra, Chandigarh, Anandpur Sahib bhi
Trainoin ki safar ki, bus ki yatra bhi
Dilli, Agra, Chandigarh, Anandpur Sahib bhi
Tarah tarah ki projects dekhne ko mileein(2)

Do hazaar teen ka Summer Camp nirala hai han ji
sab koi maante hai isme koi shakh nahin(2)

25 June is Camp ko kabhi ne bhoolegi
mile the humse jab apne rashtrapati
25 June is Camp ko kabhi ne bhoolegi
mile the humse jab apne rashtrapati
unke adarshoin se humein badi prerna milee(2)

Do hazaar teen ka Summer Camp nirala hai han ji
sab koi maante hai isme koi shakh nahin(2)



                                                                        Ranjana Tandon

Participants
Quick Look
Getting Ready for Camp
The Camp
Guest Lectures
Activities
Field Visits
The People Behind
Hosts
Sponsors
Schedule
The Camp Schedule
A Typical Day
Camp Diary
Contact